HINDI
De Ijaazat Lyrics – Ishaan Khan

De Ijaazat Lyrics – Ishaan Khan

De Ijaazat Song Info

Lyrics: Ishaan Khan
Singer: Ishaan Khan
Composer: Godswill Mergulhao
Language: Hindi

De Ijaazat Lyrics – Ishaan Khan

Saansein hain jab tak tujhse mohabbat
Karta rahun main de ijaazat

Ho ho ho ho

Saansein hain jab tak tujhse mohabbat
Karta rahun main de ijaazat
Jism se mere rooh-e-juda tak
Tera rahun main de ijaazat

Ho ho ho ho
Ho ho ho ho
Main woh sahil tha
Jismein lehar na thehre
Main woh din raat tha
Jismein pehar na thehre

Aane se tere kya hua
Sab kuchh naya sa lage hmm

Saansein hain jab tak tujhse mohabbat

Karta rahun main de ijaazat
Jism se mere rooh-e-juda tak
Tera rahun main de ijaazat

Teri nazar adaayein teri
Tujhse khili fizaayein meri
Tu jo mila laga mujhe
Rabb ne suni duayein meri

Paaya tujhe to sab mila
Ab chahiye kya mujhe hmm

Saansein hain jab tak tujhse mohabbat
Karta rahun main de ijaazat
Jism se mere rooh-e-juda tak
Tera rahun main de ijaazat

Ho ho ho ho de ijaazat
Ho ho ho ho de ijaazat

Video – De Ijaazat Lyrics – Ishaan Khan

Leave a Reply

Your email address will not be published.