Kaun Hai Jo Sapanon Mein Lyrics – Mohd. Rafi

Kaun Hai Jo Sapanon Mein Lyrics – Mohd. Rafi

Kaun Hai Jo Sapanon Mein Song Info:

Artist/Singer : Mohd. Rafi
Songwriter : Hasrat Jaipuri
Music : Shankar Jaikishan
Album/Movie : Jhuk Gaya Aasman (1968)

Kaun Hai Jo Sapanon Mein Lyrics – Mohd. Rafi

Kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya
lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya
kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya
lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya
o priya, o priya

Zindagi ke har ik mod pe mai geet gata chala ja raha hu
zindagi ke har ik mod pe mai geet gata chala ja raha hu
bekhudi ka ye alam na puchho manzilo se badha ja raha hu
manzilo se badha ja raha hu
kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya
lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya
o priya, o priya

Saj gayi aaj sari dishaye, khul gayi aaj jannat ki rahe
saj gayi aaj sari dishaye, khul gayi aaj jannat ki rahe
husn jabse mera ho gaya hai, mujhpe padti hai sabki nigahe
mujhpe padti hai sabki nigahe
kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya
lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya
o priya, o priya

Jism ko maut aati hai lekin ruh ko maut aati nahi hai
jism ko maut aati hai lekin ruh ko maut aati nahi hai
ishq roshan hai roshan rahega, roshani iski jaati nahi hai
roshani iski jaati nahi hai
kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya
lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya
o priya, o priya, o priya

WATCH VIDEO – KAUN HAI JO SAPNON MEIN – MOHD. RAFI

MORE SONGS BY ‘MOHD. RAFI’ :

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

aajkal tere mere pyar ke song lyrics Previous post Aajkal Tere Mere Pyaar Ke Lyrics – Mohd. Rafi & Suman Kalyanpur
achchha ji main hari song lyrics Next post Achchha Ji Main Hari Lyrics – Mohd. Rafi & Asha Bhosle